Phoolon Sa Chehra Tera
Udit NarayanAl final de la letra 'Phoolon Sa Chehra Tera' podrás comentar sobre ella y acceder a más canciones de Udit Narayan.
LETRA
Phoolon Sa Chehra Tera
(Phoolon sa chehra tera kaliyon si muskan hai - 2
rang tera dekhake rup tera dekhake kudarat bhi hairan hai - 2 ) - 2
rang tera dekhake rup tera dekhake kudarat bhi hairan hai
hirani ke jaisi ankhe hai teri bulbul ke jaisi teri chal hai - 2
mathepe tere suraj ki lali resham ke jaisa tera baal hai
chand sitaro mein ek hazaron mein tera yaha koi jawab nahi hai
shokh baharon mein mehke najaron mein bag mein bhi aisa gulab nahi hai
khushiyon mein tu hai pali har gum se anjan hai - 2
rang tera dekhake rup tera dekhake kudarat bhi hairan hai - 2
sare jahame faila ujala dharati pe aayi chamak chandani - 2
hoton pe tere giton ki mala sason me teri khuli ragini
band bajaunga zoom ke gaunga byah tera hoga barat sajegi
sajani sajan honge log magan honge meri duaon se o raat sajegi
lambi ho teri umar hum sab ka araman hai - 2
rang tera dekhake rup tera dekhake kudarat bhi hairan hai - 2
(Phoolon sa chehra tera kaliyon si muskaan hai - 2
rang tera dekhake rup tera dekhake kudarat bhi hairan hai - 2 ) - 2
rang tera dekhake rup tera dekhake kudarat bhi hairan hai
+ Udit Narayan
Ranking de Udit Narayan
Udit Narayan no está entre los 500 artistas más apoyados y visitados de esta semana.
¿Apoyar a Udit Narayan?
Comentar Letra
Comenta o pregunta lo que desees sobre Udit Narayan o 'Phoolon Sa Chehra Tera'
Comentar