Jaana suno hum tum pe
Udit NarayanAl final de la letra 'Jaana suno hum tum pe' podrás comentar sobre ella y acceder a más canciones de Udit Narayan.
LETRA
Jaana suno hum tum pe
Jaana suno hum tum pe marte hain
Tumse mohabbat karte hain
Chaahat meri haseen koi gunaah hai nahin
Ye jo mohabbat hai
Yehi to ibaadat hai
To phir aao pyaar mein jalayein dil
Jalke bujh na paayein dil
Hai apni manzil yahin pe
Aa ab kahin na ja
Tum kahin bhi jaao yahin pe hai aana
Ki dil ka dil hai thikaana
Jaana suno hum tum pe marte hain
Tumse mohabbat karte hain
Aao kuchh asie milein hum tumse
Ki aaj khuda bhi hasn pade humpe
Milein hum milein hum
Tumse tumse
Ki Khuda khuda
Bhi hans de hans de
To phir aao pyaar mein jalayein dil
Jalke bujh na paayein dil
Hai apni manzil yahin pe
Aa ab kahin na ja
Tum kahin bhi jaao yahin pe hai aana
Ki dil ka dil hai thikaana
Jaana suno hum tum pe marte hain
Tumse mohabbat karte hain
Ek duje mein hum yoon kho jayein
Main hoon ki tum khud dhoondh na payein
Do badan do badan
Yoon mile yoon mile
Ki pata ki pata
Na chale na chale
To phir aao pyaar mein jalayein dil
Jalke bujh na paayein dil
Jalke bujh na paayein dil
Pyaar mein jalayein dil
Jalke bujh na paayein dil
Jaana suno hum tum pe marte hain
Tumse mohabbat karte hain
+ Udit Narayan
Ranking de Udit Narayan
Udit Narayan no está entre los 500 artistas más apoyados y visitados de esta semana.
¿Apoyar a Udit Narayan?