Na Jaane Kyon
Udit Narayan, AbhijeetAl final de la letra 'Na Jaane Kyon' podrás comentar sobre ella y acceder a más canciones de Udit Narayan, Abhijeet.
LETRA
Na Jaane Kyon
Lagta hai youn
Tum ho mere main tera hoon
Na jaane kyon lagta hai youn
Tum ho mere main tera hoon
Na jaane kyon lagta hai youn
Tum ho mere main teri hoon
Kabhi main kahoon kabhi tum kaho
Kabhi dil kahe tumse pyaar hai
Tere bina o jaan-e-jaan jeena mera dushwaar hai
Kabhi main kahoon kabhi tum kaho
Kabhi dil kahe tumse pyaar hai
Tere bina o jaan-e-jaan jeena mera dushwaar hai
Na jaane kyon lagta hai youn
Tum ho mere main teri hoon
Chalte chalte raahon mein
Bhar loon tumko baahon mein
Meetha sa ek geet likhoon
In zulfon ki chhaahon mein
Chalte chalte raahon mein
Bhar loon tumko baahon mein
Meetha sa ek geet likhoon
In zulfon ki chhaahon mein
Kabhi main kahoon kabhi tum kaho
Kabhi dil kahe tumse pyaar hai
Tere bina o jaan-e-jaan jeena mera dushwaar hai
Kabhi main kahoon kabhi tum kaho
Kabhi dil kahe tumse pyaar hai
Tere bina o jaan-e-jaan jeena mera dushwaar hai
Na jaane kyon lagta hai youn
Tum ho mere main teri hoon
Kuch mausam hai mastana
Kuch dil bhi hai deewana
Aise mein ho jaan-e-jaan
Chod bhi do na tadpaana
Kuch mausam hai mastana
Kuch dil bhi hai deewana
Aise mein ho jaan-e-jaan
Chod bhi do na tadpaana
Kabhi main kahoon kabhi tum kaho
Kabhi dil kahe tumse pyaar hai
Tere bina o jaan-e-jaan jeena mera dushwaar hai
Kabhi main kahoon kabhi tum kaho
Kabhi dil kahe tumse pyaar hai
Tere bina o jaan-e-jaan jeena mera dushwaar hai
Na jaane kyon lagta hai youn
Tum ho mere main tera hoon
+ Udit Narayan, Abhijeet
Comentar Letra
Comenta o pregunta lo que desees sobre Udit Narayan, Abhijeet o 'Na Jaane Kyon'
Comentar