Bahut Khoobsurat Ho
Udit Narayan, AbhijeetAl final de la letra 'Bahut Khoobsurat Ho' podrás comentar sobre ella y acceder a más canciones de Udit Narayan, Abhijeet.
LETRA
Bahut Khoobsurat Ho
Badi taaza khabar hai ki tum khoobsurat ho
Bahut khoobsurat ho
Bahut khoobsurat ho
Bahut khoobsurat ho
Bahut khoobsurat ho
Ye bikhri si latein hain
Inhein chehre se udne do
Ho bahut khoobsurat ho
Bahut khoobsurat ho
Bahut khoobsurat ho
Bahut khoobsurat ho
Ye bikhri si latein hain
Inhein chehre se udne do
Ho bahut khoobsurat ho
Bahut khoobsurat ho
Ye ruksaar peele se lagte hai na
Udaasi ki haldi hai hat jayegi
Tamanna ki laali ko pakne to do
Ye patjhad ki chhanv chhat jayegi
Labhon pe daba phero
Geele geele rehne do
Ho bahut khoobsurat ho
Bahut khoobsurat ho
Vo chehre jo roshan hai ki tarah
Unhein dhoondhne ki zaroorat nahin
Meri aankh mein jhaank kar dekh lo
Tumhein aaine ki zaroorat nahin
Roothi si khafa si tum
Zara to manaane do
Ho bahut khoobsurat ho
Bahut khoobsurat ho
Bahut khoobsurat ho
Bahut khoobsurat ho
lalalalala..
Inhein chehre se udne do
Ho bahut khoobsurat ho
Bahut khoobsurat ho
Bahut khoobsurat ho
Bahut khoobsurat ho
+ Udit Narayan, Abhijeet
Comentar Letra
Comenta o pregunta lo que desees sobre Udit Narayan, Abhijeet o 'Bahut Khoobsurat Ho'
Comentar