Aap Kahan Rehte Hain
Udit Narayan, AbhijeetAl final de la letra 'Aap Kahan Rehte Hain' podrás comentar sobre ella y acceder a más canciones de Udit Narayan, Abhijeet.
LETRA
Aap Kahan Rehte Hain
Aap Ke Dil Mein
Aap Kahan Rehte Hain - Aap Ke Dil Mein
Dil Mein To Rehti Hai Dhadkan
Haan Dil Mein To Rehti Hai Dhadkan
Achcha To Phir Aisa Karo
Dil Se Pooch Lo Jaaneman Dil Se Pooch Lo Jaaneman
Main Rehta Hoon Ya Dhadkan
Aap Kahan Rehte Hain - Aap Ke Dil Mein
Aap Ke Dil Mein
Yun Milenge Mohabbat Mein Kya Pata Tha Humme Sarkar
Yun Milenge Mohabbat Mein Kya Pata Tha Humme Sarkar
Ab Humme Maaloom Hua Hai Chhuppa Nafrat Mein Pyaar
Baatein Na Banaoji Yun Na Behkao Ji
Baatein Na Banaoji Yun Na Behkao Ji
Hum To Sach Kehte Hai Aji Hum Tho Sach Kehte Hai
Aap Kahan Rehte Hain - Aap Ke Dil Mein
Aap Ke Dil Mein
Chori Chori Chup Chupke Aap Ne Loota Hai Karar
Chori Chori Chup Chupke Aap Ne Loota Hai Karar
Aap Ki Thi Chahat Humme Humne Jaana Pehli Baar
Nazron Ke Ghar Mein Khwaabon Ke Shar Mein
Nazron Ke Ghar Mein Khwaabon Ke Shar Mein
Hum To Sanam Baste Hai
Hum To Sanam Baste Hai- Achcha
Aap Kahan Rehte Hain - Keh Doon Aap Ke Dil Mein
Aap Kahan Rehte Hain - Aap Ke Dil Mein
Aap Kahan Rehte Hain - Aap Ke Dil Mein
Haan Dil Mein To Rehti Hai Dhadkan
Dil Se Pooch Lo Jaaneman Dil Se Pooch Lo Jaaneman
Main Rehta Hoon Ya Dhadkan
+ Udit Narayan, Abhijeet
Comentar Letra
Comenta o pregunta lo que desees sobre Udit Narayan, Abhijeet o 'Aap Kahan Rehte Hain'
Comentar